
It is difficult to choose few songs as your fav when you are a music freak like me....but following are some songs that very close to my heart.....where ever i am whatever i am doing when these songs are playing i stop everything and just enjoy the moment.....some of them tear at my heart....some make me smile....and some reduce me to tears.
-------------------------------------------------------------
This Ghazal is meant for evenings......when you are done for the day...just laze around with a big cushion and a cool drink and pretend to be dead.
Hindi Song Title: Tu nahin to jindagi main
Hindi Movie/Album Name: ARTH
Singer(s): CHITRA SINGH
Tu naheen to zindaghi mein aaur kyaa reh jaayegaa
door tak tanahaeeyon kaa silasilaa rah jaayegaa
Dard kee saaree tahe aaur saare guzare haadse
sab dhuwaan ho jaayenge, ek waakiyaa reh jaayegaa
Yu bhee hogaa wo muzhe dil se bhulaa degaa...magar
ye bhee hogaa khud usee mein ek khalaa rah jaayegaa
Daayare inkaar ke ikaraar kee saragoshiyaan
ye agar toote kabhee to faasalaa rah jaayegaa
---------------------------------------------------
I imagine this man with stubble...worn out jeans and kurta but heart brimmin with loads of selfless love [ if there is any such thing ]....would you hold his hand and junk your Gucci shoes and Fendi bag and walk in sunset with him...eh?
Hindi Song Title: Pyaar muz se jo kiyaa to kyaa paaogee
Hindi Movie/Album Name: SAATH SAATH
Singer(s): JAGJIT SINGH
Pyaar muz se jo kiyaa to kyaa paaogee
mere haalaat kee aandhee me, bikhar jaaogee
Ranj aaur dard kee bastee kaa,
main baashindaa hu ye to bas main hoo,
ke is haal mein bhee jindaa hu
khwaab kyoo dekhoo,
kal jis pe main sharamindaa hu
mai jo sharamindaa huaa,
tum bhee to sharamaaogee
Kyoo mere saath koee aaur pareshaan rahe
meree duniyaan hain jo wiraan to weeraan rahe
jindagee kaa ye safar tum pe to aasaan rahe
humasafar muz ko banaaogee to pachhataaogee
Kk main kyaa abhee aayenge diwaane kitane
abhee gunjenge mohabbat ke taraane kitane
zindagi tum ko sunaayegee fasaane kitane
kyo samazatee ho muze bhool naheen paaogee
-----------------------------------------------------------
There are times in life when you reach a stage when you have gone through so much pain and hurt...that one becomes numb....almost indifferent to whatever comes your way...this song represents that stage in life to me.
Movie Name: Rog
Singer: Kay Kay
Music Director: Kreem M M
Year: 2004
Maine dil se kaha, dhoond laana khushi
Nasamajh laya ghum, to yeh ghum hi sahi
Maine dil se kaha, dhoond laana khushi
Nasamajh laya ghum, to yeh ghum hi sahi
Maine dil se kaha dhoond laana khushi............
Bechaara kanhan jaanta tha
Khalish hai yeh kya khala hai
Shehar bhar ki khushi se
Yeh dard mera bhala hai
Jashn to yeh raas na aaye
Mazaa toh bas gham main aaya hai
Maine dil se kaha, dhoond laana khushi
Nasamajh laya gum, to yeh gum hi sahi
Kabhi hai ishq ka ujaala
Kabhi hai maut ka andhera
Bataao kaun bhesh hoga
Main jogi banu ya lutera
Kayi chehre hai is dil ke
Najaane kaunsa mera.......
--------------------------------------------------------------
--------------------------------------------------------------
John Abraham made this song come alive for me.....the way he expressed his waywardness through his expressions blew me away.....cheers to you John
Hindi Song Title: Awaarapaan Banjarapaan
Hindi Movie/Album Name: JISM
Singer(s): M.M. KAREEM
Awaarapaan Banjarapaan Ek Khala Hai Seene Mein
Har Dam Har Pal Bechaini Hai Kaun Bhala Hai Seene Mein
Is Dharti Par Jis Pal Suraj Roz Savere Ugta Hai
Apne Liye To Thik Usi Pal Roz Dhala Hai Seene Mein
Awaarapaan Banjarapaan Ek Khala Hai Sine Mein
Jane Yeh Kaisi Aag Lagi Hai Is Mein Dhua Na Chingari
Ho Na Ho Us Par Kahin Koi Khwaab Jala Hai Seene Mein
Awaarapaan Banjarapaan Ek Khala Hai Seene Mein
Awaarapaan Banjarapaan Ek Khala Hai Seene Mein
Jis Raste Par Tapta Suraj Sari Raat Nahi Dhalta
Ishq Ki Aise Raha Guzar Ko Hum Ne Chuna Hai Seene Mein
Awaarapaan Banjarapaan Ek Khala Hai Seene Mein
Awaarapaan Banjarapaan Ek Khala Hai Seene Mein
Kahan Kise Ke Liye Hai Mumkin Sab Ke Liye Ek Sa Hona
Thoda Sa Dil Mera Bura Hai Thoda Bhala Hai Seene Mein
Awaarapaan Banjarapaan Ek Khala Hai Seene Mein
Awaarapaan Banjarapaan Ek Khala Hai Seene Mein
------------------------------------------------------------------------
Only someone who himself has gone through a heartbreak can write a song like this....simple yet tears at your heart...another fav is tadap tadap kar from same movie.
Movie: Hum Dil De Chuke Sanam
song: Jhonka hawa ka
Jhonka Hava Ka Aaj Bhi Zulfein Udaata Hoga Na
Tera Dupatta Aaj Bhi Tere Sar Se Sarakta Hoga Na
Baalon Mein Tere Aaj Bhi Phool Koi Sajta Hoga Na
Dhandi Havaein Raaton Mein Tujhko Thapkiya Deti Hongi Na
Chaand Ki Thandak Khwaabon Mein Tujhko Leke To Jaati Hongi Na
Sooraj Ki Kirnen Subah Ko Teri Neendein Udaati Hogi Na
Mere Khayaalon Mein Sanam Khud Se Bhi Baatein Karti Hogi Na
Main Dekhta Hoon Chhup Chhupke Tum Mehsoos Karti Hogi Na
Jhonka Hava Ka Aaj Bhi Zulfein Udaata Hoga Na
Kaagaz Pe Meri Tasveer Jaisi Kuchh To Banati Hogi Na
Ulat Palatke Dekh Ke Usko Jee Bhar Ke Hansti Hogi Na
Hanste Hanste Aankhein Tumhari Bhar Bhar Aati Hogi Na
Hanste Hanste Aankhein Tumhari Bhar Bhar Aati Hogi Na
Mujhko Dhaka Tha Dhoop Mein Jisse Vo Aanchal Bhigoti Hogi Na
Saawan Ki Rimjhim Mera Taraana Yaad Dilati Hogi Na
Saawan Ki Rimjhim Mera Taraana Yaad Dilati Hogi Na
Ek Ek Meri Baatein Tumko Yaad To Aati Hogi Na
Yaad To Aati Hogi Na.......
Yaad To Aati Hogi Na.......
Kya Tum Mere In Sab Sawaalon Ka Kuchh To Jawaab Dogi Na
-------------------------------------------------------
i must have heard this song upteen no of times...and i have to admit unashamedly that most of the times i have ended sheddin a tear or two....Lambi Judai is also a tear jerker for me.
Movie:Tum Bin
Singer: Chitra
tum bin kya hai jeena, kya hai jeena
tum bin kya hai jeena, kya hai jeena
tum bim kya hai jeena
tum bin jiya jaye kaise, kaise jiya jaye tum bin
sadiyon se lambi hai ratein, sadiyon se lambe huye din
aa jao lautkar tum ye dil keh raha hai.....
phir shamein tanhaiiii jagi,
phir yaad tum aa rahe ho,
phir ja niklne lagi hai,
phir mujhko tadpa rahe ho,
phir mujhko tadpa rahe ho.....
is dil main yadon ke mele hai
tum bin bahot hum akele hai
aa jao lautkar tum ye dil keh raha hai
aa jao lautkar tum ye dil keh raha hai....
kya kya na socha tha maine,
kya kya na sapne sajaye,
kya kya na chaha tha dilne,
kya kya na arma jagaye,
kya kya na arma jagaye...
is dil se tufaa gujarte hai
tum bin na jeete na marte hai
aa jao lautkar tum ye dil keh raha hai.....
------------------------------------------------
The three principal areas of a good song are - singing, music and lyrics - Though this tracks scores brilliantly on all three points...It relies solely on Mohit's vocals to make it memorable...mmmm
GUncha koi mere naam kar diya
Saki ne phir se mera jaam bhar diya
Tum jaisa koi nahi is jahaan mein
Subah ko teri zulf ne shaam kar diya
Saki ne phir se mera jaam bhar diya
GUncha koi......
Mehfil mein baar baar idhar dekha kiye
Mehfil mein baar baar idhar dekha kiye
aankhon ke zazeeron ko mere naam kar diya
Saki ne phir se mera jaam bhar diya
Guncha koi......
Hosh bekhabar se huye unke bagair
Woh jo humse keh na sake dil ne kah diya
Guncha koi mere naam kar diya
Guncha koi mere naam kar diya
Saki ne phir se mera jaam bhar diya...
...................................................................................
1 comment:
god, ur taste fr music is just the same as i have...guncha wud b my first choice, coz its new. every song somewhere has been a hot fave sometime. like pyar mujhse kiya...wen i was broke. tum bin, wen i was madly in love. so the likes. nywaz, i loved the description part b4 every song.
Post a Comment